Thursday, October 22, 2009

Kuch Poetry...........!

MUSKURANA hi to KHUSHI nahi hoti,
UMAR bitana hi to ZINDAGI nahi hoti.
Khud ko MITANA padta hai DOSTI mein,
Kyunki DOST kehna hi to DOSTI nahi hoti





Bas ek bar wapas lautne ka man karta hai ..
.............. Aaj har wo baat yaad aati hai
...............Kuch buri batein jo ab acchi lagti hain
............... Kuch batein jo kal ki hi batein lagti hain
............... Abki baar class attend karne ka man karta hai .
.............. Dopahar ki class mein aakhen band karne ka man karta hai
.............. room ke chat ki wo raat yaad aati hai
...............Exam ke time pe wo hasi mazak bahut pyari lagti hai .
.............. Tab ki bekar lagne wali photo's chehre pe hasi laati hai
............... Apni galtiyon pe tumse daat khana yaad aata hai.
............... Par tumhari galti dekhne ka man karta hai
................ Aaj tum bahut yaad aate ho .
.............. Ek aisi subah uthne ka man karta hai
................Bas ek bar wapas lautne ka man karta hai.
...............Bas ek bar aur
............... Wapas lautne ka man karta hai........

No comments:

Post a Comment